Saturday, July 20, 2013

Roz bas sirf ek rupiya dijiye aur apnay mulk ka mustakhbil badaltay dekhiye

Roz bas sirf ek rupiya dijiye aur apnay mulk ka mustakhbil badaltay dekhiye

Mahinay kay tees (30) ya ek-tees (31) rupaiye -- Farwari kay atha-wees (28) hogay -- Hamari aa-baadi 100 Crore say bhi upar hai -- Bas roz kay 50 Crore bhi rakh lay tow sochiye kitna farkh padayga -- sab say pahlay nab-beena sawiloyow ko Rehabilitate kiya jayega -- kyu ki sab say zyada mahroom wahi log hai -- Phir apang -- apa-hayj logow ko -- Naukri pesha logow ki tankah mein say Source par hi Deduct kiye ja saktay hai mahinay kay ek-tees (31) rupaiye -- aam log Voluntarily ek-tees (31) rupaiye jama kara day -- Har State kay Capital mein es NGO ka Head Office ho -- dusray shahrow aur Districts gao wagairah mein Branches ho -- Government es NGO kay Operations ko Oversee aur Audit karaygi -- Accountability aur Transparency bani rahaygi --

Keying-in...

No comments: