Sunday, July 21, 2013

Ek gul-farosh say hui mulaqaat -- Hai yeh ek itwaar ki baat

Farosh kartay hai gareeb -- ameer kay liye phool
Ghayal kartay hai mayray hrudai ko duniya kay yeh usool -- jaisay tayz-dhaar tri-shool

Dekha meinay ek thaylay waalay ko ek etwaar ki subah -- mein shayad jau uska chehra bhool
Thay uskay paas dhair saaray gamlay -- meinay poocha us-say unka mool

Phool jaisay mujh say rahay thay bol
Ham to samarpit hotay hai Mandir mein -- ham hai anmol

Mujeh nahi aatay baday baday khowl
Mein hu seedha-saadha jaisay koi dayhaati gol-matool

Lagati hai dil-kash gulaab apnay gay-suow mein mayri nazuk batool
Yeh dekh kar mein jaata hu apna raasta bhool

Daf-na-nay kay baad mujeh -- tum bhi chada-dayna mayri kabr par thoday say gulaab-kay-phool
Ruk kar wahi -- thodi dayr -- karna dua mayray liye -- tumhari dua tow ho jayegi zuroor khubool.

Keying-in...

No comments: