Wednesday, August 7, 2013

Mat lal-kaarow hamay...

Mayn mein tayz dhaar talwaaray rakhtay hai ham
Sar par safyadh kafan nahi -- Tiranga baandh kay utar-tay hai mai-daan-e-jung mein ham
Dharti Maa ko apnay khoon say rang day-tay hai ham -- aisay hi Holi kheltay hai ham
Mit jayega tumhara wajood -- agar ham-nay lay li shapath aur kasam

Buz-dil napun-sak kayar ho -- hamesha peet par waar kartay ho
Tum tow bali chadhanay kay bhi laykh nahi ho

No comments: