Tuesday, April 25, 2017

Karbala ki baat na kar

Nahi nahi kuch faasla
Kya faisle kya hosle
kya ekhtiaar
bas yu hi baat hi baat par
tassuwar e gustaakh dekh
zeeen ki baat na kar
gir gaye ziyinow se har sikdow sar
jazba nahi karbala nahi
baat baat par gila nahi
wahi laskhar kahi mila nahi
jis ke hamne na uchale sar
nayzow ki baar na kar
yeh seedha baazu hai mayra
yeh zaamin dekh
tu dekh hi nahi sakta
kis ki talwaar ke saye hai mera sar
bas gar uth gaye ek sarsari nazar
badr jung e badr kay sirf tow warqh nahi
pheeki pheeki ek sow satar
talwaar ki baat na kar
yeh mayri myaan nahi bas es ki dhaar dekh
kate nahi gaye kahi bhawar
yeh mishkh yu hi dubo di
mayri bay jah bachkaani zidd par
teerow ke saaye hai
yeh badal nahi gir aye hai
yeh andhera nahi
gahen nahi
yeh zara bahktaar ka mayra khel dekh
khade par rakh diye
bojh ki baat na kar
mayre rutbe ko naam de
har lahu jam gaya
waqt chala hi nahi tha
kaha kaisay kya tham gaya
yeh nahi khafila
kis ki majaal hai
ko es khemay ki simd rukh kiya
yeh dekh tayre taacho taqt
rui se udi rahi hai kahi
yeh kaisi kya hai gard
taapow mein rowdh dayge
taj mitti mein mili
saikdow lakhskar tayre
bas mayra yeh aytabaar dekh
ja tune unka naam liya
ab gaya mein haar dekh
utha talwar kar kalam
hamare karaodow sar
unka ek kadam
meeti ki saadgi dekh
kahi dekha aisay jazzbaat dekh
lahu ki har bodh mein
khwaab ki tabeer dekh
ruh ki tasveer dekh
ab dekh nahi sakta
shua ki kya padh gaye kya tujh pe ek dhudhli nazar

No comments: