Tuesday, March 21, 2017

roshni ke minaar waali pari ka dhundhla sa tasawarrur aks timtimahat ka koi chiraag roshan hai ya taree aakhow mein kya jhalak hai samaya sa falak hai taabir mein kuch mila kya shyad ek aur khwaab nahi ghooba phira ke baat woh woh kya falsafa nahi phir tow kitaab dow dijiye wahi wahi rail gaadi ka safar nahi mujeh koi khabar afra tafrih mujeh kuch soojh phir say baat kaat tay dekhiye etnay akhlaakh dhoong hai rang mein kaun kaun hai kya rang zard surkh tow mein jau ghar aur kaha khadi dopahar aap yahi khadi aur shayeri key hijjay ki bolta khayeda tow laani bhool jaati hai wah wah mushaira wahi dhakyanusi baati purani kahawate aur aap ki baatay laffaz matlab kuch nahi khat na kitabat thodi si aur muhlat nahi jhoot kaun aakhay sapne hu kiskay kuch nahi tow aap ja rahi thi bilkul ghar kis taraf hai aap ka aap tow dervish hai kaun si riyasat hai aap hi ki saari siyasat hai munsif hai dawaat hai likhte hai padhta hu kya jo likha nahi aap ne woh kya hai khwaab udh jaati hai panchi ki tarah nahi parinde ki tarah aisay kyu baat karte hai darr lagta hai mujeh yeh sab kya kuch nahi ghar baithi hi baat kar liya kijiye tanjiya lagta hai sharoor hai kamsini bhi hai baysharm dor hai uljhi hui rang kya hai rang dekha ruk gaye kya aap ke chehra ka rang dekhiye afsanow ke panno par kya khayali tasveer tow mujeh kya mujh se kyu har sawaal baytuki si baat sach hote hai afsaane hayaat kya hota hai shyad kisi hakeem ka khayal dawa ilaaz aap hi ke liye tameez se baat nahi kar sakte shyad aap kuch bhool rahi hai nahi baithiye dilchasp hai kya mahool nahi aap yakeen kyu nahi hota yeh kya hai rubaru ki guftagu shayad aap par aasayb hai nahi pari hai woh dekho udan khatola jaagiye suraj kaun shua kaun mai woh kya hai rang sab rang hai afeepchi hai nahi phir shayer hai nahi yaha kyu hai yehi sawaal mujh se poochayge nahi dhoodh raha tha kya matlab woh kab likhegi kabhi nahi shayad tahreer mein kya hai rang mat kahiye phir se aray nahi likhawat aur siyahi aur aap ki rahaiye unwaan kya likhu agar irada badal bhi du tow waisa bahut mushkil hai dhadas badha rahi hu aap ko unwaan unwaan hi rake es afsane ka koi unwaan nahi yeh ek gumnaam shaqs ke baare mein hai phir dusri kist mein woh kaisi hai jheel mein tasveer ka aeina hota hai bachow ko lubhaate hai muft ke aam khate hai zahni tawazzun kamzor hai sitarow ka bas bas badal hai hu suniahra warq kya hota hai pata nahi jau kaun mein kaha uljaye kaha khoye bas alwida unwaan hoga khat yahi kahi hoga jaldi ayi hawaiye tayz hai kasam se nahi phir fareb aakhow mein hu phir aap likh de mein warkh mayre mein likhu likha tha jhoke le gaye hawwaiye wakaiye mein bahut tayz hai batooni hai lafzi jama kharch chai layti ati rukiye bhookh pyaas ke laddu bhi le aati hu yaha koi nahi aata hu phir us kya kahti hai khandar mein rahti hai hu waha kyu aisi hi tanhai hai awaaz pasand nahi shor se dur aap kyu aati hai aisi hi talab mat kare jawaab jawaab dayna zururi tow nahi sawaliye aankhe darr nahi lagta raat mein ghera ghupp adhera hota hoga na hu woh tow hai chimkadath bhi hoti hai hu sach likhu par kyu yeh sawaal ka tasalli baksh jawaab de tow likhugi padhe likhe hai thoda bahut shayad bura laga nahi deeware baate karti hai nahi tareekh ki gawahi dayti hai kis ko yeh tow aap ki tawakkho se zyada hai karza de rahe hai darr nahi laga mujeh dekh ke yaha laga tow tha phir phir kuch nahi us taraf gayi kabhi nahi darr lagta hai haa par waisa nahi khauff darr nahi haa khauff darr nahi nahi sahem gayi thi nahi kam se kam utna tow nahi tassuraat kisi purane khadeeb akhbaar mein chutkule likhte thay kya nahi raddi baychta tha raddi kabadi haa purani kitabe padhne mil jaati thi Damn it angrezi capital punishment milaygi kya nahi abolish ho gayi hai abhi tow phir bhi Bye nahi Novajo


No comments: