Saturday, June 14, 2008

Barefoot: That’s love!

That’s love! Seldom verbalized. You’re never loud about it. Always in subtle, fleeting, micro gestures.
Subtlety. Subtlety. Subtlety. My friend. That’s love!
"Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai"
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai - Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Khench le na voh mera parde ka kona daffatan -
Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye -
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

No comments: