Saturday, January 26, 2013

Kat gaye sar hamare to kuch gham nahi

saans thamti gayi nabz jamti gayi
fir bhi badhte kadam ko na rukhne diya
kat gaye sar hamare to kuch gham nahi
sar himalaya ka humne na jhukne diya
marte marte raha baankpan sathiyon
ab tumhare hawale watan sathiyon
kar chale hum fida jaan-o-tan sathiyon
ab tumhare hawale watan sathiyon

No comments: