Tuesday, March 13, 2007

Hindi Poet - Lyricist: Dr. Kumar Vishvas

koi dewaana kahta hai - koi pagal samajhta hai
magar dharti ki baychaini ko bas badal samajhta hai
tu mujh say door kaisi hai -- mein tujh say door kaisa hu
yeh tayra dil samajhta hai ya mayra dil samajhta hai

http://www.kumarvishwas.com/

No comments: