Wednesday, May 3, 2017

Zoya aur mein yaani shaiyeray inquilaab -- hyderbad deccan se -- ek mushaire mein mulaqaat

Ji haa bilkul -- Sakhlain Haider tarruf ke mautaaz hai

Sakhlain Haider tarruf ke mautaaz hai

Ji bilkul -- es mein etni hairat ki kya baat hai

Hairat -- es mein hairat ki kya baat hai

Ji Ji khibla mohatarma -- ab aap ka jo bhi taaruf hai -- meinay wagairah waigarah kaha aur aap ne wagairah wagairah suna

wagairah wagairah

Ji Ji wahi wahi

aur aap ka taarruf mohataram

mayra tarruf

ji ji

woh aap mohtarma ekta shabnam se poochie

tow kya woh es mushaire mein hai

o tow yeh mushaira hai -- mwaaf kijiye mein hamesha

kya hamesha haa

yahi shikayat aap ko sab ko

kya jaldi kahiye jo bhi aap ka taroof ho na ho

waqt hi ki kami thi shuru se

ji aur aap mein akhlaakh ki takgdasti

mayri mufsili ke wajeh un buzurg se poochiye -- yehi meri pashaymaani hai

oh

ji

kya

kuch nahi -- ghadi

mayri

nahi

phir

mushaira -- dayr ho rahi hai

yaha rukkha hota hai

ji hukkha ki bhi aap arzi likh sakte hai lekin Urdu mein

ji haa kyu nahi waise bhi yaha farsi kis ko aati hai

farsi

pahla tarruf aap hi kar rahi hu -- farsi samjhe
ji mein hamesha -- lekin mayri saazishe nahi
kya

yaad rakhiye mein bhi Deccan se hu
yeh naya takalluz rakha liya abhi bahi tarruf ke khauff se
khauff yeh mazzakh ka waqt nahi
us ka bhi waqt hota hai
ji
etne waqt ke paband hote hai aap log


zayr aur zabr -- dekho woh mauzow ka kehar

kuch nahi hua -- pura bol-ta-khiada suna de

dekhiye

aap har us jagah kyu jaha mein hoti hu

isiliye ki -- na zameen hai na bolti na aasman bolta

waha aap kya kharte hai

saazish bainul akhwami paimaane pe hu
kaun se akbaar ki surki padh li
siasat ki
tow Urdu padh lete hai
ji nahi -- bas zayr zabr seekha abhi tak -- farkh aap bata dijiye

tow yeh poochne bas
haa ab buniyadi sawaal aur har masail ka mujuda daur ka wagairah wagirah
yeh bhi usi siasat akhbaar hi mein tha
ji hamare paas akhbaar nahi kahte -- sirf siasat kahte hai mil jaata hai -- abh bhi ji
lekin yeh shayad mein aytaymaad mein pada yaha galiban rah-numa-e-deccan kuch theek se yaad nahi -- haafiza kamzor hai
yeh kaun sa naya kab say shaya hua
Munsif mein es ka kuch shayad sari sari sa taskera

yaha kisi say milao
matlab kya unki dukhtar hai

kin ki

aur kaun

unse kahiye maun nimantran ka Urdu jawaab shaya hua hai
aap aasayb hai
ji nahi mein ghar mein nahi rahta kamsekam khud ke

yeh kya mein kis se kahu

achi koshish hai

aap mein kuch zyada fakr nahi

mayri baat mein kab tha -- kuch asr nahi

log etnayzar kar rahe hai

log

agar mushaira hota tow kuch aur kahta

theek hai -- magar etni himmat kaise

o -- aap ka sawaal bhi theek hai -- lekin mein yah aise raaz sirf khat ke zariye

aayie -- tammabuko naushi se dunia jala ke -- mujeh bhi latife suni hua

umuman aap jawaab dayte hai

kadam o ki ahate mayra hi takhub tha -- kaise kamyaabb mansube

yahi junoon hai

nahi mashghayla -- us par log karte hai eytaraaz aur gila

dilchasp hai

koi aur kuch aur kahte hai

kuch aur jaise

raskh hai

ji ji theek hi kahte hai

woh dekho woh ja rahi hai

mujh par yeh ghazal ki koshish ho rahi hai

ji nahi

ghazal ka farkh mujeh pata hai bas zayr zabr ka phayr hai

nujumi tow nahi hai

woh kaisi gardish thi -- yeh kyu toota -- woh udhar timtimaya

ruku

Sandclock ko Urdu mein kya kahegay

Hourglass ko?

mein Sandclock hi kahta hu

har baat etni jirrah kyu karte hai

saal girah hi ke tab se bas yahi kaifiyat hai








No comments: