Sunday, August 4, 2013

Kaha hai aap

Kaha hai aap
Sun-nay aap ki awaaz mein hu bay-taab

Karta hu baysabri say intayzaar har shab
Kya es gair-haziri ka kar sakta hu mein aap say jawaab talab

Aap ki awaaz mein hai ek hijaab
Jaisay khwaab mein ayi ho ek jal-pari pahnay nakhaab

No comments: