Thursday, May 4, 2017

yeh mein pure hosh o hawaas mein bayaan dayta hu ki mein es waqt sanjeeda nahi hu ji nahi ranjeeda bhi nahi hu shukriya

nahi ab kadam larz gaye -- khauff ke bhi darr gaye
ghar tow koi nahi -- aap ki talaash mein -- mein dar badar -- baya ka ghosla ujadh gaya
sawaal tanz ban gaya -- aisa bhi kya faisla -- mujeh mayra es kadar dekjo kis tarah mayra mukaddar badal gaya
sazaye hazaar thi -- bas aytayraaf hi ki tow baat thi -- dekho mayri umr -- phir ab yaha -- kya sabab
ab bhi na karu -- yeh shikayat par bhi shikwa -- yeh mohabbat nahi hai -- adawat tow pahle se hi thi -- bass zulm hai hai zulm --
oh acha -- bas subah hi ki baat thi -- tow yeh pahar -- oh haa khadi dophar -- o mei yu hi kha ma kha -- apna aapa kho diya -- jhun jhu la hat mein na jaane kya kya
chalo jo hua sow hua -- nahi gila -- waise bhi es se kisi ko kya mila -- khair -- tow kya woh khat mila

No comments:

Post a Comment

If you've any suggestions, comments or criticisms, please do write to me. I'd like to hear from you. :-)