aap bhi naa -- ajnabi awaaz hai -- naam mein hi zuroor kuch raaz hai
alfaaz jaise gunghru koi bas ab dekho lo bikhar gaya -- yeh mayra chehra aisay achanak kyu zard padh gaya -- hai na
aap bhi naa -- pheeki -- hasi thi -- shikayat yahi thi bas -- tow aaj bhi woh saath hai
mili bas ab -- bichdi us raat -- eid hi ka din tha -- kuch yaad -- hai na
aap bhi naa -- khat de kay koi waapis -- khair -- ab yeh waise na thi rasman si dabi dabi koi shikayat -- mayri hi shayad galat fahmi thi -- hai
kya likha tha -- wahi khat lautaiye -- yaad hai -- peepal ka paydh ya darkht -- dopahar thi ya shab -- hai na
aap bhi naa -- tow etni zaheen ho -- nahi koi gunjaiesh nahi shak shube ke -- mein darr gaya --
tow aise mushaire hote hai -- puri tareekh -- aur woh fala fala pata nahi -- danishmand-a-bayaan -- etni khabiyat aise akhlaakh aur taleem - etni khabil ho -- hai na
mein bas sakte mein aa gaya -- bas bilkul chup baitha raha -- ab bas yahi hai -- woh jo haa woh saheb kaun the
koi aise hi koi bade adban taraj aur tarikhiye se laffazi kar rahe the -- dekhiye dekhiye -- yahi hai Mirza Ghalib ki khoi hui ghazal
aap bhi naa -- bas sawaal wahi hai -- dohra raha hu -- yahi baat hai
nahi kuch khaas nahi -- bas waqt samjhiye ki es khadr zaaya hu -- takreer sunni padhi -- kya khaakh mushaira hua -- hai na
hum bhi hyderabad ke sada bahar aur ba akh laakh ba kirdaar ba shaur bayhad mashoor shayer takullujh ba ek lafz ka muthaajh inkhilaabi hai-
kya taq-o-taaj -- kya falak -- kya kainaat -- aap ki aakhow ki nami -- mayri -- abe hayaat -- galat tow nahi kaha -- hai na
tarruf hi nahi hua -- kya gaybaana -- nahi nahi kaha ka toreposh -- kaha ka shaminya
haa mayri tabiyat unhe dekhke yakeen hu sach yakeenan hai kuch kuch darwish-aana -- aytayraaz hai -- nahi -- hai na
esam-nawesi nahi nahi -- mujeh yeh sab theek nahi lagta -- haa -- yeh sab -- kisi ko aise
dekhte hai -- bikhre mohre hai -- shatranj tow waha -- u taraf hai -- haa haa -- oh tow acha woh sharmaati bhi hai -- o yeh bhi sitam hai -- hai na
sar kalam ho gaya -- zara zara garkh ho gaya -- mein bas baitha raha -- qayamat kai guzar gayi -- leher shams ki surkiye -- kya badal kya bijliya
kya kaha -- subah ho gayi -- oh tow isiliye hai yeh es khadr roshni -- sab vida ho gaye -- phir woh kaun hai -- kuch sunai pada -- chaliye ab ghar chale --
karwa ka gubaar hu -- har rang ki pukaar hu -- waqt ki raftaar hu -- musafir yahi es jagah -- ba raasta bhatak gaya
woh dekho har simd kafile -- woh jo mile -- tow sab mile -- manzil -- har kadam saath -- yeh dekho -- manzil chale -- chaliye ji haa zuroor ab ghar chale

No comments:
Post a Comment
If you've any suggestions, comments or criticisms, please do write to me. I'd like to hear from you. :-)